Posts

Hindi Love Shayri - मोहब्बत जवां नहीं रहती…

Image
अपने लफ़्ज़ों से चुकाया है किराया इसका, दिलों के दरमियां यूँ मुफ्त में नहीं रहती, साल दर साल मै ही उम्र न देता इसको, तो ज़माने में मोहब्बत जवां नहीं रहती…

Final Test Match of Sachin Tendulkar , Gaurd of Owner by Players #ThankY...

Image

अब अगर आओ तो - जावेद अख़्तर

अब अगर आओ तो जाने के लिए मत आना सिर्फ एहसान जताने के लिए मत आना मैंने पलकों पे तमन्‍नाएँ सजा रखी हैं दिल में उम्‍मीद की सौ शम्‍मे जला रखी हैं ये हसीं शम्‍मे बुझाने के लिए मत आना प्‍यार की आग में जंजीरें पिघल सकती हैं चाहने वालों की तक़दीरें बदल सकती हैं तुम हो बेबस ये बताने के लिए मत आना अब तुम आना जो तुम्‍हें मुझसे मुहब्‍बत है कोई मुझसे मिलने की अगर तुमको भी चाहत है कोई तुम कोई रस्‍म निभाने के लिए मत आना रचनाकार: - जावेद अख़्तर

Hindi bebafa Shayri.

Ishq Wahi Hai Jo Ho Ektarfa, Izhaar e Ishq To Khwahish Ban Jaati Hai, Hai Agar Ishq To Aankho Mein Dekho , Zuban Kholne Se Ye Numaish Ban Jaati Hai.. #Hindi #Shayari

Hindi Maa Shayari.

Image
Har pal me Khushi deti hai Maa, Apni Zindagi se Jeevan deti hai Maa, Bhagvaan kya hai Maa ki Puja karo Janaab, Kyuki Bhagvaan ko bhi Janam deti hai Maa… #Hindi #Shayari

Dard hindi Shayari.

Image
Sagar mei gehraayi hoti hai, Yaadon mei tanhayi hoti hai, Is busy life mei kaun kisko yaad karta hai, Aur agar karta hai to uski yaado mei sachhayi hoti hai… #Dard #Shayari

Funny Shayaris..

Killer shayaris....... Using ur brain is strictly & very strictly prohibited.. 1) Na jaan Na pehchaan, Tu mera mehmaan, And the award goes to A.R.Rehman .... 2) Kisiko na thi mere pyar ki khabar, Kisiko na thi mere pyar ki khabar, Diagram galat ho gaya, Rubber de Rubber.... 3) Teri adao pe mein waari waari, Dial 139 for railway .... enquiry.. 4) Na jine ki aarzu na marne ka khauf, The number you are trying is currently switched off .. 5) Apne gamo ko bas dil me daba lo, Naya godrej powder hair dye, Bas kaato gholo aur laga lo.. 6) Yuh khamosh reh kar tadpogi kabtak, Cameraman praful ke saath deepak chaurasia AAJ TAK .. 7) Mehngai ke is daur mein karna padta hai apne kharche par kabooo, Mehngai ke is daur mein karna padta hai apne kharche par kabooo, Ek chutki sindoor ki kimat tum kya jano Ramesh Babu... Mein hoon yahan Tu hai wahan, Mein hoon yahan Tu hai wahan, LIFEBUOY hai jahan Tandurusti hai wahan... 9) Blood donate karne se pehle hamesha uska g...