Muskurade zindagi karz nibhana hai, kitni mushkilein kyun na ho khadam age badana hai. kaante na chubhenge pairon mein unhe phool samajh kar dikhlana hai
दिल की किस्मत बदल न पाएगा बन्धनों से निकल न पाएगा तुझको दुनिया के साथ चलना है तू मेरे साथ चल न पाएगा. दोस्ती क्या है ये दुनिया को भी अंदाजा लगे खत उसे लिखना तो दुश्मन के पते पर लिखना. साथ छूटे थे, साथ छूटे हैं ख्वाब टूटे थे, ख्वाब टूटे हैं मैं कहाँ जाकर सच तलाश करूं आजकल आईने भी झूठे हैं.<div id="SC_TBlock_468774" class="SC_TBlock">loading...</div> <script type="text/javascript"> (sc_adv_out = window.sc_adv_out || []).push({ id : "468774", domain : "n.ads1-adnow.com" }); </script> <script type="text/javascript" src="//st-n.ads1-adnow.com/js/adv_out.js"></script> loading... ये तमन्ना है अंजुम, चलेंगे कभी आपके साथ हम, आपके शहर में. इतने करीब आके सदा (आवाज) दे गया मुझे मैं बुझ रही थी, कोई हवा दे गया मुझे. जंगल दिखाई देगा अगर हम यहाँ न हों सच पूछिए, तो शहर की हलचल हैं लड़कियाँ. उसने कहो कि गंगा के जैसी पवित्र हैं जिनके लिए शराब की बोतल हैं लड़कियाँ. ...
Photo Source : Facebook Many of my Friends told me to post full poem (Koi Deewana Kahta hai) with new Add-Ons. So I posted it here , Please Read and Share with your Freinds. Koi deewana kehta hai koi pagal samjhta hai… magar dharti ki bechaini ko bas badal samjhta hain… Main tujhse dur kaisa hu, tu mujhse dur kaisi hai… Yeh tera dil samjhta hai, ya mera dil samjhta hai… Ke mohobbat ek ehsaason ki paawan si kahaani hai… kabhi kabira deewana tha kabhi meera diwaani hai… Yahaan sab log kehte hain meri aakho mein aasu hain… Jo tu samjhe toh moti hain jo na samjhe toh paani hain… Samandar peer ke andar hain lekin ro nahi sakta… Yeh aansu pyaar ke moti hain isko kho nahi sakta… Meri chahat ko dulhan tu bana lena magar sun le… Jo mera ho nahi paaya woh tera ho nahi sakta… Bhraman koi kumudni par machal baitha toh hungama… Jo apne dil mein koi khwaab pal baitha toh hungama… Abhi tak doob kar sunte the sab kissa mohobbat ka… Main kisse ko hakikat mein badal baitha toh hungama… Additional - ...
Baat uunchi thi magar baat jara kaam aanki Usne jajbaat ki aukaat jara kam aanki Wo farista keh kar mujhe jaleel karta raha Mai insaan hoon, meri jaat jara kam aanki ~0~ Ek do din me wo ikraar kaha aayega Har subah ek hi akhbaar kaha aayega Aaj bandha hai jo inn baaton me to bahal jayenge Roj inn baahon ka tyohaar kaha aayega ~0~ Jism ka aakhiri mehmaan bana baitha hoon Ek ummid ka unvaan bana baitha hoon Wo kahan hai ye hawaon ko bhi maloom hai magar Ek bas mai hoon jo anjaan bana baitha hoon ~0~ Kitni duniya hai mujhe zindagi dene wali Aur ek khwab hai tera ki jo mar jata hai Khud ko tarteeb se jodun to kaha se jodun Meri mitti me jo tu hai ki bikhar jata hai ~0~ Use yakeen tha khud pe ki bhool jayega, Humein bhi dil pe bharosa tha, yaad rakhe hain ~0~ Na pane ki khushi hai kuch, na khone ka hi kuch gam hai, ye daulat aur shohrat sirf kuch jakhmo ka marham hai, ajab si kasmkash hai roj jeene me, roj marne me, mukkamal zindagi to hai magar poori se kuc...
Comments
Post a Comment